Dil Hai Ki Manta Nahin (Dil Hai Ki Manta Nahin) Guitar Chords


E D E
Dil hai ki manta nahin x2
E D
Mushkil badi hai rasmein mohabbat
A D
Yeh jaanta hi nahin

E, D E
ooo, dil hai ki manta nahin
E D E
Dil hai ki manta nahin
E D
Ye bequaraari kyun ho rahi hai
A D
Yeh jaanta hi nahin

E D E
ooo, dil hai ki manta nahin
E D E
Dil hai ki manta nahin

E D
Dil to ye chaahe har pal tumhe hum
A E
Bas yuhin dekha kare
E D
Marke bhi hum naa tumse juda ho
A E
Aa kuch aisa karen
E D
Mujh mein samaa jaa, aa paas aa jaa
A E
Humdam mere humnasheen

Dil hai ki manta nahin....

Teri vafaaye, teri mohabbat
Sab kuch hai mere liye
Tune diya hai nazraana dil ko
Hum to hai tere liye
Yeh baat sach hai, sab jaante hai
Tumko bhi hai yeh yakeen

Dil hai ki manta nahin x2
Mushkil badi hai rasme mohabbat
Yeh jaanta hi nahin
Dil hai ki....