Bas Main Aur Tu (Akaash Vani) Guitar Chords


Chords: 
Intro:(D)..(A7)..(D)..(A7)-(loop) 

Verse: 
(D)diya dhakka (A)raat ko (G)aur ho gayi (D)subah 
(D)nakhreli (A)aus ko (G)bhi hai liya (D)panah
(D)diya dhakka (A)raat ko (G)aur ho gayi (D)subah 
(D)nakhreli (A)aus ko (G)bhi hai liya (D)panah 
(Abar)chhuti jo (Gbar)baat thi (Bm)kar li hai (Gbar)fir shuru 
(Gbar)rastey bhi (Abar)haans rahe jo (Gbar)hai (Abar)chale 
(Gbar)bas main aur (D)tu...
(Gbar)bas main aur (D)tu...
(Gbar)bas main aur (D)tu...

(D)sochna (A)jo kal hua 
(Bm)sochna (Gbar)kya hoga (Abar)kal 
(D)behne de (A)befikar 
(Bm)beparwah (Gbar)yeh saare (D)pal 
(Gbar)chai mey bis(Abar)cuit dooba 
(Gbar)barish se boon(Abar)dein chura 
(Gbar)auro ki na (Abar)soch tu (Gbar)aaja (Abar)chale 
(Gbar)yun main aur (D)tu 

Bandh kanni chaand mein, chal apni patang udha
Aasmaan se phaink langar, taare kuch girayein
Bandh kanni chaand mein, chal apni patang udha
Aasmaan se phaink langar, taare kuch girayein
Kar badal mutthi mein, darr laangein chutki mein
Chalein aaj chal iss tarah ki na ruke the kabhi
Phir main aur tu..
Hmm..phir main aur tu
Hmm..phir main aur tu

Kuch bhi na maangu main, kisi ka na maanu main
Khush hai tu sang hai tu, bus itna jaanu main
Jo degi haath tu, dunga main saath yoon
Main tere saath hoon, chal chal padein
Ab main aur tu
Hmm..ab main aur tu
Hmm..ab main aur tu
Ab main aur tu.